Kaajal banke teri aankho mein samaane ki tamanna hai


Kaajal banke teri aankho mein samaane ki tamanna hai,
dawaa banke tere dard mitaane ki tamanna hai,
yun to haasil hai zamaane ki har cheez mujhe,
sirf ek baar tujhe dulhan ke roop mein paane ki tamanna hai.....

0 comments:

Post a Comment